"Heart Touching........"
Jane kis baat ki woh mujh ko saza deta hai,
meri hansti hui ankhon ko rula deta hai,
ek muddat se khabar bhi nahi teri,
kiya koi is tarha apno ko bhula deta hai.
Umar ki rah me raste badal jate hain,
waqat ki andhi mein insan badal jate hain,
Sochte hain thumain itna yaad na karain lekin,
Ankhain band karte he irade badal jate hain.
Haqeqat na pouch mere afsany ki,
Tery jate he badal gai nazar zamany ki,
log pochtay hain main khush kyon nahi,
kya kahon unhe k meri adat thi tere sang muskurane ki
Tarasti nazron ne har pal us ka sath manga,
jaise asman ne raat main chand manga,
roth gaya woh khuda bhi hum se,
jab hum ne har dua main tumhara sath manga
Woh pyari nigah sada yaad rahegi
mil kar na milne ki ada yaad rahegi
mumkin hai mere baad woh mujhe bhool jaye
lekin umar bhar usse meri wafa yaad rahegi